AGNEEPATH -O SAIYYAN LYRICS

AGNEEPATH -O SAIYYAN LYRICS


Meri aadhoori kahani
Lo daastan ban gayi
O.. Tune chua aaj ese
Main kya se kya ban gayi

Sehme hue, Sapne mere
Haule-haule angdaiyaan le rahe
Thehre hue, Lamhe mere
Nayi-nayi gehraiyaan le rahe

Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai
Itna karam kyun na jaane
Karvat lene lage hain aarmaan
Fir bhi hai aankh nam kyu na jaane
O Saiyyan

Oodhun teri kaaya
Solha shingaar main saja lu
Sangam ki ye raina
Ismain tyohaar main mana lu
lyricspassion.blogspot.com
Khusboo teri chu ke
Kastoori ho jaun
Kitni feeki thi main
Sindoori ho jaun

Sur se jara bheki hui
Meri duniya thi badi besuri
Sur main tere dhalne lagi
Bani re piya main bani bansoori

Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai
Itna karam kyun na jaane
Karvat lene lage hain aarmaan
Fir bhi hai aankh nam kyu na jaane
O Saiyyan (O Saiyyan)

Mere aasmaan se
Jo humesha gumshuda the chand taare
Tune gardishon ki ley badal di
Lot aaye aaj saare